Desh Pehle Song Lyrics penned by Manoj Muntashir, music composed by Payal Dev, and sung by Jubin Nautiyal from the Bollywood movie ‘Main ATAL Hoon‘.
Desh Pehle Song Credits
Movie | Main ATAL Hoon (19 January 2024) |
Lyrics | Manoj Muntashir |
Singer | Jubin Nautiyal |
Music | Payal Dev |
Cast | Pankaj Tripathi |
Song Label | Hitz Music |
Director | Ravi Jadhav |
Producers | Vinod Bhanushali, Sandeep Singh, and Kamlesh Bhanushali |
DESH PEHLE LYRICS
भारत माथा की जय
भारत माथा की जय
अटल बिहारी अटल बिहारी
Aaj Dil Pe Haath Rakh Ke,
Ye Kasam Lein Hum Sabhi.
Na Jhukega Desh Apna,
Na Jhukenge Hum Kabhi.
Aaj Dil Pe Haath Rakh Ke,
Ye Kasam Lein Hum Sabhi.
Na Jhukega Desh Apna,
Na Jhukenge Hum Kabhi.
Zindagi Ka Kya Kiya Jo,
Sirr Utha Ke Mar Na Paya.
Ho Gya Woh Khoon Paani,
Jo Watan Pe Na Bahaya.
Chal Lahu Se Likhde Khaak Pe…
(यदि भारत माता की चरणों में,
लहू बहा कर की आगे जाना है.
तो मै इस पद को ग्रहण करने केलिए,
पूर्ण रूप से तैयार हूं.)
Ae Bharat Maa Teri Maati,
Tera Adesh Pehle.
Dunia Ke Sare Sukh Peeche Hain,
Mera Desh Pehle.
Hai Tiranga Shaan Apni,
Denge Ispe Jaan Apni.
Jan Gan Man Adhinayak Jaya Hey,
Tera Sandesh Pehle.
Dunia Ke Sare Sukh Peeche Hain,
Mera Desh Pehle.
Tu Dharti Hai Toh Dol Ja,
Aawaz Hai Toh Bol Ja.
Tu Jism Hai Toh Farhfarha,
Aur Khoon Hai Toh Khaul Ja.
Oh Shera Aaj Dahaad De,
Ambar Pe Tiranga Gaad De,
Maa Ke Doodh Ki Tujhe Kasam.
Mar Ja Ya Fir Maar De,
Mar Ja Ya Fir Maar De.
Azaadi Se Jiya Ganga Mein,
Raakh Raakh Bann Ke Behle,
Dunia Ke Sare Sukh Peeche Hain,
Mera Desh Pehle.
Hai Tirangaa Shaan Apni,
Denge Ispe Jaan Apni.
Jan Gan Man Adhinayak Jaya Hey,
Tera Sandesh Pehle.
Dunia Ke Sare Sukh Peeche Hain,
Mera Desh Pehle.